Raag kathak nache bhaang me..
Ghuli hain raat zabaan mein
pheeka pheeka swaad hain , khushboo katil sawaar hain
jhoot ki woh talash thi , ghoot ghoot beswaad thi..
khatta shalgam katra ke dekha , gumsum se fafoond ko.
rasdhar si behi phir roz roz aankhon tale..
behti gayi khushiya ya khamoshi ,
jhingoor bole majhdaar se.
Sunday, September 19, 2010
Wednesday, September 8, 2010
Gum hona main bhool gayi...
fiza si ruhani thi wo kaanch ki baalkani...
saaya mera bhi khoya khoya sa bathake hi jaa raha tha..
roz-e-ewal sa ghoom raha tha..parchaiyo ki talaash mein
chand khamoshiyan tod laya wo aakhon se..
kehna chah raha tha kuch
bus gale laga liya
ankaha suna diya
aur chal diya sara fitoor uthaye..
dekhti hi reh gayi..samajh meri main kha gayi..
chalti hi reh gayi..gum hona bhool hayi..

Subscribe to:
Posts (Atom)